Short Love Stories in Hindi, Sad, True & Emotional 2022 – Popular Love Blogger WGP
Love Mesmerizing Ghazal: Woh Jo Hum Mein Tum Mein Qarar Tha

Woh Jo Hum Mein Tum Mein Qaraar Tha, Tumhe Yaad Ho Ke Naa Yaad Ho
Wohi Yaani Waada Nibaah Kaa, Tumhe Yaad Ho Ke Naa Yaad Ho
Woh Jo Lutf Mujh Pe The Beshtar, Wok Karam Ke Tha Mere Haal Par
Mujhe Sab Hai Yaad Zaraa Zaraa, Tumhe Yaad Ho Ke Naa Yaad Ho
Search Results Web results A mesmerizing ghazal: Woh jo hum mein tum mein qaraar thaa
Woh Naye Gile, Woh Shikaayatei, Woh Maze Maze Ki Hiqaayatei
Woh Har Ek Baat Par Roothnaa, Tumhe Yaad Ho Ke Naa Yaad Ho
Kabhi Hum Mein Tum Mein Bhi Chah Thi, Kabhi Hum Se Tum Se Bhi Raah Thi
Kabhi Hum Bhi Tum Se The Ashana, Tumhei Yaad Ho Ke Naa Yaad Ho
How to impress a Girl: Know these love tips – Dating Meet Women Whatsapp.. Click here
Jise Aap Kehate The Baavafaa, Jise Aap Ginate The Ashana
Main Wahi huu ‘momin-e-mubatala’, Tumhei Yaad Ho Ke Naa Yaad Ho
main tum or hum…
MORAL…..
TRUE LOVE Kbi na kbi jrur MiL he jata h…..
What are some of the best Ghazals in Hindi on ‘girls’?
Majority of the Ghazals are dedicated to a beloved one. But, it’s hard to find a Ghazal which has all of its Shers describing the beauty, characteristics, disposition etc of a person usually a woman. Anyhow, there are numerous Nazms which revolves around the aforementioned subject but Ghazals are inherently diverse in its nature.
I hope you’ll nonetheless like this Ghazal which is quite what you needed.
Singer: Chandan Dass
Album: Inayat
Teri bewafai ka sukriya, mujhe tunain jeena sikha diya
Tere gham main chain sa mil gaya, tere dard ne wo maza diya
Ye bahar kaisi bahar hai, na chain hai na karar hai
Ye chaman main kaisi hawa chali, ki chirag dil ka bujha diya
Na khushi rahi na wo gham raha, na wo tu rahi na wo dil raha
Tune kya ye mujh pe sitam kiya, tune khub dil ko sila diya
Wo mile to kehna aye saba, ki tumhare gham main udas tha
Wo tujhe na dil se bhula saka, jise tune dil se bhula diya
In Devanagri
तेरी बेवफाई का शुक्रिया, मुझे तूने जीना सिखा दिया
तेरे ग़म में चैन सा मिल गया, तेरे दर्द ने वो मज़ा दिया
ये बहार कैसी बहार है, न चैन है न क़रार है
ये चमन में कैसी हवा चली, के चराग़ दिल का बुझा दिया
न ख़ुशी रही न वो ग़म रहा, न वो तू रहा न वो दिल रहा,
तूने क्या ये मुझ पे सितम किया, तूने खूब दिल का सिला दिया
वो मिले तो कहना ऐ सबा, के तुम्हारे ग़म में उदास था
वो तुझे न दिल से भुला सका, जिसे तूने दिल से भुला दिया